Tuesday, 28 April 2015

Sad Shayari




Aapni to zindagi hi ajeeb kahani hay


Jis chiz ko chaha woh begani hay



Hastay hain to sirf duniya kay liye



Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay






Isqh ki kaid me rihayi na mili

Jurm kuch asa tha koi gawahi na mili

Kuch is kadar jakhmi huye hum pyar me

Laakh dhoonda magar dard ki dawayi na mili







Hum to samjhe the k zakhm hy bhr jaega 

Kia khbr thi k rag-o-jan me utar jaega

Thek likha tha mre hath ki lakeron me 

Tu agr pyar krega to bikhar jaega. 




Humare muskurane ki waja tum ho,

hamare Zindagi ka matlab tum ho ,

agar chor deya saath hamara to samajh lena k 

hamari maut ki waja bhi tum ho. 



Is kadar na har baat yaron se pucho, 

Jo baat raaz ki ho isharo se puchho, 


Lahero se khelna to samandar ka shauk hai, 


Lagti hai chot kaise kinaro se puchho




Jate jate wo achhi nishani de gayi 

Umar bhar dohora sakoo aisi kahani de gayi 


Mein to us ki mohabbat ka pyasa reh gaya 


Par wo meri palko ko pani de gayi 




Kabhi socha na tha 

Jeevan me 1 yesa bhi safar aayega 


Peeche thaam ke haath tumhara

 
Aage kisi or ke saath chalna hoga